Skip to main content

Best inspiring story of an IAS (KOMAL GANATRA)- how to, wiki how

    Kosis Karne Walo Ki Har Nehi Hoti

Name::- KOMAL GANATRA


Hum ea sochte hey ki shadi humari jiban ko paripurn banati hey. Me bhi esha hi soch ti thi jab tak meri shadi nehi hui thi. Meri shadi eak NRI se hui jo shadi ke sirf 15 din ke under mujhe chod ke chala gaye.uske bad maine UPSC civil service karne keliye socha or me ushme safal rahi. Me hun komal ganatra or ajj e ministry of defense me administrative officer ki hashiat se karyarat hun.

Meri bachpan me meri padhai Gujarati medium me hui. Matru bhasha ka padhai karne me garv hey mujhe. Kuny ki matru bhasha ne mere success me bahat hi gehera rule nivaya. Jaishe ke maine pura UPSC exam Gujarati bhasha me di or jis shal maine clear kiya ush shal maine gujarati literature me top kiya. Mere papa teacher the, maa meri bahat padhi likhi nehi hey or mera 2 bhai jo ajj apni khestra me bahat upaar hey.

Meri baba ne hume bachpan se hi ambition banana sikhaya. Meri papa ne mujhe 4 shal me ea sikhaya ki beta tune badi hokar IAS banna. Halaki humari area me UPSC ko lekar jagruti ajj bhi baahat kam hey or ush time me to hoti hi nehi hogi. Me bahat choti shit hi kuch samajhti thi nehi, ki mujhe ea pata tha mera papa mujhe bahat importance dete the. Humare ghar me beta beti ko lekar koi bhed bhav nehi tha ea sab choti choti bat bata na ishliye jaruri hey ki ea choti choti parbarish ki bate decide karti hey ki humari future kya hogi.

Mene open university me graduate kiya. open university ne mujhe ea sikhaya ki koi bhi subject jab app khud padhna suru karte ho tab kuch bhi muskil nehi hota. App kch bhi kar sakte hey.ushke bad mene 3 university me alag alag bhasha se graduate kiya. Maine engineering bhi distance learning se complete kiya kuny ki mujhe college jane kamauka nehi mila. Ish liye maine kuch bhi sikh ne keliye tatpar rehatithi.


Maine 1000 tankha se suruwat ki thi choti si schoolme padaneka. Us wakt maine competitive exam ke preparation me lagi hui thi, maine gujurat public service commission ka exam clear kar liya tha. Ush wakt mera shadi eak NRI se hogayi lekin mere husband nehi chahate the ki main GPS ka interview du maine halat ke sath sare samjhote kiye. Maine socha thik hey kuny ki unko newzealand jane tha. To unho ne mana kiya maine halat ke sath samjhote kiya kehi na kehi maine unko pyar bhi karti thi.

Lekin kiya hota hey jab appko pyar karne wala inshan chod ke chala jata hey o specially app ka pati hey. Shadi ke 15din bad o new Zealand chalgai the ushke bad ajj tak mera kabhi bhi bat nehi hui thi. Suruwat me maine ea socha ki me waha jaungi unko sath melaungi, kuny ki ush wakt mera duniya damadul ho chuki thi. Main abhi bata nehi sakti ki main ush wakt kya feel karrahi thi o itna bada jhatka tha jishko samjha nehi ja sakta tha. Ushko samjha ne keliye sabd nehi hey mere pash.

Mane ushke bad newzealand sanshad ko lekha ye kya rule hey ki pati ja sakta hey lekin patni nehi. Newzaland ki prime minister ne bhi mujhe jawab diya. Sab logo ne mujhe jawab diya lekin kya kishi inshan ko forcefully wapash laya jasakta hey or kiya kishi inshan ke piche bhag na apka jiban ka muksad ho sakta hey. Nehi kabhi nehi.

Ushke bad mujhe samjh me aya app eak specific goal keliye janam liye ho or goal ko apko pehechan na hota hey. Ush time mujhe samjh aya ki shadi app ko paripurn nehi bana ta hey or eak stree ka identity sirf ushka pati nehi hota hey o khud apni identity banyegi.

Me hamesha se manke ayi thi ki jo hota hey ache keliye hota hey lekin ush wakt to samjh me nehi aya tha ish me achha kiya bura kiya. Bahat bada jhatka laga tha tension bhi tha sirf apna nehi mumy papa ka bhi. Unko bhi jhatka laga tha kya hogya humari beti ki life ke sath.

Maine or kisiko nehi suna mujhe abb sirf mera carrier bana na hey ushke bad hi meri jindegi me kuch bhi hoga. Maine UPSC ka preparation karne keliye faishala kiya. Jab suru kiya mere pash kuch naukri nehi thi financial support   nehi tha. Lekin 2 sal bad meri eak gov teacher naukri lag gayi jishke mehesh tankha 5000 thi. Maine eak chote se gaon me rehene chaligayi. Jaha na mere pash mobile thin a laptop na net connection na English paper na magazine kuch bhi nehi thi jaha UPSC ke preparation keliye dur dur tak sambad nehi thi. 

Maine kabhi bhi mehenat karne me kabhi piche nehi rakhi. Maine Saturday Sunday 300km up down hokar Ahmadabad meri course sikhne keiye atithi har Saturday Sunday. Lekin maine ea exam ke dwran kabhi bhi chute nehi li. Maine jab UPSC main exam dene keliye bombe gayi thi tab maine rat ko train bath ke suffer kit hi ushke bad morning ko exam di thi. Ajj main jitna asan se bol raha hun ush wakt itna ashan nehi tha bahat dard bahat kuch ho raha tha lekin maine har nehi mani.

Me ea ajj aapko bolti hun ki jab samshya app ki jindegi me ati hey success dilaa ne keliye ati hey .age badhane keliye ati hey o  kabhi apko piche nehi legi.

Apko success pane keliye aoka comfortzone se nikalna jjaruri hey. Pehele app esha lagegga ki bhagwan ea mere sath kya ho rahi hey. Lekin eak din app jarur success paoge.

Real inspiring story of KOMAL GANATRA


Written by Pranaya Ranjan  Nayak

AGAR APKO ACHHA LAGA JARUR COMMENT KIJIYE

Comments

  1. Thank you for writing my everyline... Komal ganatra

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Akela pan she keshe dur rahe? in hindi, how to, wiki how

              How to overcome loneliness ? Kya app bhi akele pan ki samashya se jud rahe hey? Kya pp ko lagta hey ki a duniya rahene layek nehi hey? Kya app bhi kahi chale jana chahate hey, sabshe dur? Kya app ko bhi har pal ghutan eshi mahashush hoti hey?  Kya bhid me bhi app apne pp ko akela pate hey? Agar esha hey to ea article pura pdhiye. Jashe achha samaya. Bura samaya, such or dukh, khushi or num, hamari jiban me ate jate hey. Washe bhi akela pan bhi hamari jiban ka eak hisha hey. Samashya tab ati hey jab ea hisha yaa part of life pura jiban ban ne laggta hey. Tab ea sirf eak hisha nehi raha jata, balki puri life ke liye eak gahari manashik samashya ban jata hey. Cause of loneliness Akela pan ki karan bahat kuch ho sakta hey. Dost ya gharwala ke dwara neglect hone par, apne goal ya aim me safal na hone par, kishi ke sath brekup hone par, apne pahachan khone par, apne bare me galat dharanai bana lene par, ashkruti ki prabal bhawana hone par, aur bhi bahat kuch

Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye ya nehi?

          Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye? Agar apko koi dhoka deta hey to app ush inshan ke sath kya karna chahoge? Ushko ushki rasta se jane doge or ushki karmo ka fal o khud bhugega ya tum ushko saja doge or ushko sabak sikhaoge jyadatar log chahete hey ki uske waja se mujhe dukh mila mujhe dard hua mujhe taklif mila to me chahata hun ki usko sabak mile ushko b pata chale ki dard kya hota hey. Lekin ea sab hum pe adhikar nehi hey ki hum kisiko taklif de parishan kare or kisika bura ya badla le. App ea kahoge ki ushko kaun adhikar diya app ke sath bura karne keliye. To apko ush inshan ko sukriya kehena chahiye, sukriya kuny kehena chahiye? Kuny ki ushne apko reality batadi unhone apko ea prove kardia ki jo inshan apka eak din tha apko sab kuch mantatha puche bina pani tak nehi pita tha o inshan apko dhoka desakta hey boss ea life ka reality hey, ea sab o apko sikhaya hey ishliye apko thanks lehena chahiye. Sach bat to ea hey o dhoka nehi hey, ushne apki aa