Skip to main content

Majburi Na Thi Fir Bhi Dhoka Diya Tune By Pranaya Ranjan Nayak

                        EAK  DHOKA KAHANI



Dhoka se bad kar kuch nehi,
Mujhe marne keliye eak plan kiya that tu jo kisiko malum nehi.
Jo bhi kiya tu mere sath o eak sirf galti nehi,
Map shayed  mee karndu lekin bhagwan nehi.

Bhik mangata tha a pyar ki bandhan ko na tutane keliye,
Lekin tu jo b hi kiya yad rakhna kam ayega bhabisya keliye.
tu khud ko khushi karne keliye sab ko bolta hey me feelings samjha nehi,
Lekin tu khud rat ko so nehi payega kuny ki tu inshan hi nehi.

Jo tu mere sath kiya hey o eak inshan ka kam nehi,
Eak bar nehi bar bar maara mujhe jite g hi.
Tu socha nehi me eak inshan hun jo tujhe sacha dil se chahata hun,
Lekin tu khud ki khushi keliye mere sath bitaya wakt jab khushi milgaya chod diya hat.

Jane ke time tune bola ho gayi galti,
Tujhe kya pata o galti nehi o thi eak bewafa ka pratik.
Tu tab tak raha jab tak teri feelings thi achhi,
Tu tab chod diya jab mil gaya naya dosti.

Ajj shayed tu khush reheati hogi lekin ea mera wada o jyada din nehi,
Tu jo acchai ka mukha pehene ke ghumraha hey ushka piche ka raj kisikopata nehi.
Tu dikhta hey masum lekin tere se bada bahurupi koi nehi,
shayed mee map kardu lekin bhagwan nehi.

Mere pehela galti ea tha ki mene tujhe sacha pyar kiya,
Eak bhar dhoka den eke bad bhi fir biswas kiya.
Mene tujhe eak bar bola that tu jaha b jayega khush nehi rehe payega,
Dekh lena ea sach hoke hi rahega.

maj buri na thi,
fir bhi dhoka diya tune.
Tu ajj chain se so raha hey jab ki me so pata nehi,
Shayed me map karndu lekin bhagwan nehi….

                      
kesha laga comment jarur dijiye...
thank you for reading!

written by PRANAYA RANJAN NAYAK


Comments

Popular posts from this blog

Akela pan she keshe dur rahe? in hindi, how to, wiki how

              How to overcome loneliness ? Kya app bhi akele pan ki samashya se jud rahe hey? Kya pp ko lagta hey ki a duniya rahene layek nehi hey? Kya app bhi kahi chale jana chahate hey, sabshe dur? Kya app ko bhi har pal ghutan eshi mahashush hoti hey?  Kya bhid me bhi app apne pp ko akela pate hey? Agar esha hey to ea article pura pdhiye. Jashe achha samaya. Bura samaya, such or dukh, khushi or num, hamari jiban me ate jate hey. Washe bhi akela pan bhi hamari jiban ka eak hisha hey. Samashya tab ati hey jab ea hisha yaa part of life pura jiban ban ne laggta hey. Tab ea sirf eak hisha nehi raha jata, balki puri life ke liye eak gahari manashik samashya ban jata hey. Cause of loneliness Akela pan ki karan bahat kuch ho sakta hey. Dost ya gharwala ke dwara neglect hone par, apne goal ya aim me safal na hone par, kishi ke sath brekup hone par, apne pahachan khone par, apne bare me galat dharanai bana lene par, ashkruti ki prabal bhawana hone par, aur bhi bahat kuch

Best inspiring story of an IAS (KOMAL GANATRA)- how to, wiki how

     Kosis Karne Walo Ki Har Nehi Hoti Name ::- KOMAL GANATRA Hum ea sochte hey ki shadi humari jiban ko paripurn banati hey. Me bhi esha hi soch ti thi jab tak meri shadi nehi hui thi. Meri shadi eak NRI se hui jo shadi ke sirf 15 din ke under mujhe chod ke chala gaye.uske bad maine UPSC civil service karne keliye socha or me ushme safal rahi. Me hun komal ganatra or ajj e ministry of defense me administrative officer ki hashiat se karyarat hun. Meri bachpan me meri padhai Gujarati medium me hui. Matru bhasha ka padhai karne me garv hey mujhe. Kuny ki matru bhasha ne mere success me bahat hi gehera rule nivaya. Jaishe ke maine pura UPSC exam Gujarati bhasha me di or jis shal maine clear kiya ush shal maine gujarati literature me top kiya. Mere papa teacher the, maa meri bahat padhi likhi nehi hey or mera 2 bhai jo ajj apni khestra me bahat upaar hey. Meri baba ne hume bachpan se hi ambition banana sikhaya. Meri papa ne mujhe 4 shal me ea sikhaya ki beta tune badi ho

Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye ya nehi?

          Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye? Agar apko koi dhoka deta hey to app ush inshan ke sath kya karna chahoge? Ushko ushki rasta se jane doge or ushki karmo ka fal o khud bhugega ya tum ushko saja doge or ushko sabak sikhaoge jyadatar log chahete hey ki uske waja se mujhe dukh mila mujhe dard hua mujhe taklif mila to me chahata hun ki usko sabak mile ushko b pata chale ki dard kya hota hey. Lekin ea sab hum pe adhikar nehi hey ki hum kisiko taklif de parishan kare or kisika bura ya badla le. App ea kahoge ki ushko kaun adhikar diya app ke sath bura karne keliye. To apko ush inshan ko sukriya kehena chahiye, sukriya kuny kehena chahiye? Kuny ki ushne apko reality batadi unhone apko ea prove kardia ki jo inshan apka eak din tha apko sab kuch mantatha puche bina pani tak nehi pita tha o inshan apko dhoka desakta hey boss ea life ka reality hey, ea sab o apko sikhaya hey ishliye apko thanks lehena chahiye. Sach bat to ea hey o dhoka nehi hey, ushne apki aa