What Is Success?
Dosto aj ki ish article me hum ea bat karne wale hey ki how
to become success? Kishi bhi field se hosakte hey. Ea jaruri nehi hey ki ap
student ho, ap self-employed ho sakte hey ap business man ho sakte hey ap
student bhi ho sakte hey. Maine kafi research ki ishki upar or maine puri kosis ki hey ki apko pura details se samjha saku.
Aj tak jitney bhi seminars or jitney bhi logo ke sath humne
ea bat discussion kiya hey, un sab ke pash eak hi bat nikal ke aaya hey jab
dushre apko criticize kare mana kare jo ap karna cha hate hey to unki bilkul
mat suno. Age badhte rahe jo ap karna chahte hey o karte chaliye but aj kal
bhag daud bade jindegi me ja ha pe bahar walo choda apni ghar walo itna
parishan karte hey ki abe kya kar raha hey itne bada hogya kuch bhi nehi kiya
abhi tak. Jaha eshi bat chal rahi hey ghar me kese banda kan band karke rahega.
Kya ea possible hey mujhe lagta hey bilkul nehi.
A duniya me negativity jyada hey log hume criticize karenge
bolenge kya kar rahey yar. Agr app bina roke kuch time ush kamo ko karte
rahenge un logone ap keliye jarur tali bajayenge. Success mile na mile kuch
farak nehi padta.
“ safar mein dhoop to hogi
Jo chal sake to
chalo,,
[
Nida Fazil]
Success ka eak hi
solution hey hard and smart work. Kabhi apne
surgeon ko dekha hey itne sare operation kar leta hey lekin kabhi unka hat
kabhi nehi halte lekin jab o ghar me apni wife keliye apni bachhe keliye cook
karraha hota hey onion kat te wakt hazar bar complain kar raha hota hey kya yar
ankho me asu araha hey kya karu jaldi bata o. Ish bat me apko kya samjh me
aya? Professes nest Ea professes nest
tabhi ata hey jab ap hard work karte hey non stop.
Mera esha mana hey ki sant jiban to Himalaya upar sabko mil
jata hey. Lekin app jo situation me hey ush situation me ap jia problem ayegi
me janta hun ghusha ap ko ayega ki yar ea log mujhe age badh ne nehi denge
lekin ish situation me hi ap ko age badhna padega kuny ki santi to Himalaya me
sab ko miljata hey.
Hum bachpan se ea sun kar aye hey ki jiban eak sangharsh
hey. Tum jo socha ho job hi ban ne keliye chahey thoda upar niche ho sakta hey
lekin apne bina dar se ji liya to ishe
success kehete hey.
Success or failure me sirf eak hi line difference hey. Kathin
paristithi me jo khud ko sambhal ke rakha o jarur success payega. Jishne waha
pe muhu mud liya o failure hey. Ea guaranty nehi hey jishne o paristi ko samna
kiya o jo cha hata tha ushko miljayega sahyed ushe o chiz na mile lekin mere manna
hey ki o success pagaya hey.kuny ki o jab raha ushko bahat kuch mila jine ka
tarika mil gaya lekin jab ap chale aye apko kya mila, kuch nehi.
Agar apke pash talent hey o jo degree hey sirf biodata ke
niche hi rehejayega. Rata marke to sab padh lete hey lekin jo samjh ke kam me
lagata hey o jarur success payega.
Rukia mat aage badte chale jaiye 100% na mila to kiya hua
lekin success jarur milega agar bhi nehi mila kiya hua kuch to sikh jate hey.
Written By Pranaya Ranjan Nayak Date:-30/08/2018 Location- Bhubaneswar, Odisha
PRANAYA RANJAN NAYAK
Comments
Post a Comment