Skip to main content

Reasons Why People Ignore You in hindi

Reasons Why People Ignore You in hindi

Dost ajj hum ish article me jan ne wale hey ashe kya wajha hota hey ki log hume ignore karne lagte hey. Akhshar humare man me ea question reheat hey ki hum jinshe itna attach hote hey jinki hum itna care karte hey o hi log hume kuny ignore karte hey. Akhir waja kya hota hey? To dost ab jo eak story share karne wale hun usho padh ke app jarur samajh jaoge .

2 ledke rehete the eak ram or jaga dono ko plant lagane ka bahat sauk tha. Dono eak din plant le ate hey or apne app apne ghar pe laga dete hey. RAM apne plant ki bahat dekh bhal karta. Humesha ushe pani deta reheat tha humesha ushke agal bagal reheat tha kya cheze jarurat hey kya nehi hey humesha apne plant ki pura ka pura care karta tha. Bahat jyada. Dushri taraf se JAGA jo apne plant ke care to karta tha lekin jarurat ke hishab se karta tha. Lekin Ram bahat jyada care karta tha o bahat jyada possessive tha apne plant ko leke. Dono apne apne tarike se apni plant ki dekh bhal karte the. Eak din tofan aya bahat hawa chalne laga jo RAM apni plant ki humesha dekh bhal karta tha bahat jyada pani deta tha har chiz karta tha ushka plant gir gya or jo JAGA jarurat ke hishab se pani dalta tha ushka plant ko kuch nehi hua. Tab RAM ne puchha me itna jyada care karta hun apni plant ki fir bhi o gir gaya lekin tu jyada care nehi leta tha tera fir bi kuchc nehi hua.

To dosto wajha ea thi ki jo JAGA  o jarurat ke hishab se plant ko pani deta tha or dekh bhal karta tha ush plant ko pura time mila tha o apne jarur ko pura jamin ke undar jane di apne jarur ko majbut kiya jish waja se o tofan se bhi nehi gira dushri taraf se RAM jo ki bahat jyada pani deta tha bahat dekh bhal karta tha ush plant ko jarurat hi mehesus  nehi hua ki o apni jarur ko under tak le or khud ko strong banai.

Dost hum bhi ahi galti karte hey. Hum kabhi  bahat jyada care karne lagjate bahat jyada attach ho jate hey. Any time available rehete hey din bhar hume lagta hey ki itna jyada care karne se hi chize achhi hote hey. Par nehi jarurat se jyada agar hum kisi inshan ka care karne lagjate hey to ushe waqt hi nehi milta ki o apke bare me soche ki app kya kar rahe ho unhe khud ki taraf se effort karna nehi padta unko har chiz u hi milajata .

Dushri taraf se jo mature way me chal te hey. Jitna waqt dena chahiye dete hey. To o rishta bahat der tak chalta hey or bahat hi majbut hota hey kuny ki dono ko samjh ne keliye sufficient time milta hey.

Hope ki app ko ea article achha laga hoga ..

Thank you for reading..

Written by PRANAYA RANJAN NAYAK   Date:- 02/09/18  Place:- BHUBANESWAR,ODISHA


Comments

Popular posts from this blog

Best inspiring story of an IAS (KOMAL GANATRA)- how to, wiki how

     Kosis Karne Walo Ki Har Nehi Hoti Name ::- KOMAL GANATRA Hum ea sochte hey ki shadi humari jiban ko paripurn banati hey. Me bhi esha hi soch ti thi jab tak meri shadi nehi hui thi. Meri shadi eak NRI se hui jo shadi ke sirf 15 din ke under mujhe chod ke chala gaye.uske bad maine UPSC civil service karne keliye socha or me ushme safal rahi. Me hun komal ganatra or ajj e ministry of defense me administrative officer ki hashiat se karyarat hun. Meri bachpan me meri padhai Gujarati medium me hui. Matru bhasha ka padhai karne me garv hey mujhe. Kuny ki matru bhasha ne mere success me bahat hi gehera rule nivaya. Jaishe ke maine pura UPSC exam Gujarati bhasha me di or jis shal maine clear kiya ush shal maine gujarati literature me top kiya. Mere papa teacher the, maa meri bahat padhi likhi nehi hey or mera 2 bhai jo ajj apni khestra me bahat upaar hey. Meri baba ne hume bachpan se hi ambition banana sikhaya. Meri papa ne mujhe 4 shal me ea sikhaya ki beta tune badi ho

Akela pan she keshe dur rahe? in hindi, how to, wiki how

              How to overcome loneliness ? Kya app bhi akele pan ki samashya se jud rahe hey? Kya pp ko lagta hey ki a duniya rahene layek nehi hey? Kya app bhi kahi chale jana chahate hey, sabshe dur? Kya app ko bhi har pal ghutan eshi mahashush hoti hey?  Kya bhid me bhi app apne pp ko akela pate hey? Agar esha hey to ea article pura pdhiye. Jashe achha samaya. Bura samaya, such or dukh, khushi or num, hamari jiban me ate jate hey. Washe bhi akela pan bhi hamari jiban ka eak hisha hey. Samashya tab ati hey jab ea hisha yaa part of life pura jiban ban ne laggta hey. Tab ea sirf eak hisha nehi raha jata, balki puri life ke liye eak gahari manashik samashya ban jata hey. Cause of loneliness Akela pan ki karan bahat kuch ho sakta hey. Dost ya gharwala ke dwara neglect hone par, apne goal ya aim me safal na hone par, kishi ke sath brekup hone par, apne pahachan khone par, apne bare me galat dharanai bana lene par, ashkruti ki prabal bhawana hone par, aur bhi bahat kuch

Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye ya nehi?

          Dhoka dene wale partner ko saza dena chahiye? Agar apko koi dhoka deta hey to app ush inshan ke sath kya karna chahoge? Ushko ushki rasta se jane doge or ushki karmo ka fal o khud bhugega ya tum ushko saja doge or ushko sabak sikhaoge jyadatar log chahete hey ki uske waja se mujhe dukh mila mujhe dard hua mujhe taklif mila to me chahata hun ki usko sabak mile ushko b pata chale ki dard kya hota hey. Lekin ea sab hum pe adhikar nehi hey ki hum kisiko taklif de parishan kare or kisika bura ya badla le. App ea kahoge ki ushko kaun adhikar diya app ke sath bura karne keliye. To apko ush inshan ko sukriya kehena chahiye, sukriya kuny kehena chahiye? Kuny ki ushne apko reality batadi unhone apko ea prove kardia ki jo inshan apka eak din tha apko sab kuch mantatha puche bina pani tak nehi pita tha o inshan apko dhoka desakta hey boss ea life ka reality hey, ea sab o apko sikhaya hey ishliye apko thanks lehena chahiye. Sach bat to ea hey o dhoka nehi hey, ushne apki aa